“TU AAYA TO “BASANT” HAI , TU GAYA TO BAS –ANT HAI”
GURU KA GYAN AGAR HAMARE DAINIK JEEWAN MEIN HUME YAAD RAHETA HAI TU
PHIR MAUJ HAI , BAHAR HAI,PAL-PAL SHUKRANA HAI, SAANS- SAANS SIMRAN HAI
, HAR HONI-ANHONI MEIN KEWEL ANAND KA AHSAAS HAI , DAYA HAI , PREM
BHAAV HAIN, SAHEN-SHILTA HAI , SAMBHAAV HAI, SAMDRISHTI HAI, GURUSIKH
SUKH-DUKH SE PARE HAI.
AGAR HUME SATGURU KA GYAN HARDUM DHYAN HAI TO , ISLIYE “BASANT” HAI.
KYUKI BABAJI KEHTE HAI KI “ TU AAYA TO BASANT HAI” YANI ANAND HI ANAND HAI, BASANT RITU JAISA MAUSAM HAI.
PAR TU GAYA TO “BAS -ANT HAI”
KI HE NIRANKAR PRABHU AGAR TU HUME HAMRE DAINIK JEEWAN MEIN YAAD NAHI
AATA HAI TO HAMARA BAS-ANTT HAI, PHIR DUKH HAI, TAQLEEF HAI, VAIR HAI,
GHIRNA HAI, KASHT HAI, ANAND NAHI HAI, SUKH NAHI, CHAIN NAHI, AARAM
NAHI HAI , ISLIYE TU GAYA TO BAS -ANT HAI.