Search This Blog

28 September, 2011

“OUR BODY-GUARD”
Ek VIP Person aange chal raha tha aur uske piche 5 Body Guard chal rahe the. Dekha to maloom ho gaya ki ye VIP Insaan hai. pata chal gaya aur Ek Insaan ko 5 Police wale gherkar chal rahe the , vo insaan bada sahme tha, jaise koi mujrim hota hai ya apraadhi hota hai.in Same condition es nirankar prabhu ne bhi hume paanch body-guard diya hai , vo hai- KAAM, KRODH , LOBH , MOH aur AHANKAR, es Bramhgyani enka estmaal apne vivek anusaar karta hai , enhe apne upar haavi nahi hnoe deta hai yaani Bramgyani Bhakt KAAM, KRODH , LOBH , MOH aur AHANKAR ko apne Body Guard ke rup mein Estmaal karte hai aur Ek taraf Sansaar ka insaan jinke upar ye KAAM, KRODH , LOBH , MOH aur AHANKAR sawar hote hain, means vo insaan enka kaidi hai, mujrim hai , apraadhi hai, kyuki vo enke hi vashibhoot hokar vo apne karam karta hai.

Aaye Satguru Babaji ke charno mein prathna kare, ki Sache paatshah kripa kare ki ye jo KAAM, KRODH , LOBH , MOH aur AHANKAR hum enke aadhin na rahe balki ye hamre BODY-GUARD ban kar rahe.
DNKG

No comments:

Post a Comment

Teacher vs Guru

A Teacher instructs you, a Guru constructs you. A Teacher sharpens your mind, a Guru opens your mind. A Teacher answers your question, a Gur...