Search This Blog

28 September, 2011

DHAN NIRANKAR JI.
Time (samay) manav jivan k liye bahut mahtvta rakhta rakhta hai , sadguru ne hme time diya hai , stsang simaran or sewa k liye, so hme sadguru dawara diye gaye in kimati palo ko guru adesho ka palan karte huye hme ashirwad le kar or apni life ko sukhmayi banaye! Jo pal beet jata hai wo kabi wapis mud k ni ata jese k kaman se nikala hua teer kabi wapis ni ata wese he beeta hua pal bhut kimati hai , use sadguru ki den samajhkar hme iska khyal rakhna chahiye,
AVTAAR BANI MEIN V LIKHA HAI K " SAMA GYA FIR HATH NAHI AUNA ANTT SAMAY PACTAYEGA. " SO jahi samay hai baba ji itni kirpa ki hai nirankar ka darsh karaya hai aur
iski bhagti karne ka itna acha awsar diya hai . KISI ne ek sant mahatma se poocha k sabse acha samay kaun hai to mahatma ji ne kaha k sabse acha samay wo hi hai jo
guru k charno mein beetey aur iski mahima ko gatey huye jo bhagat apna jiwan guzar karta hai wo hi ek sacha gursikh hota hai. So Kirpa karna k jo samay hazur ne baksha hai
sewa k liye simran satsang k liye inko bol roop se nahi balke karam roop se cv apnaya jaye. jahi ardass hai satguru k charno mein.
DHAN NIRANKAR JI.

No comments:

Post a Comment

Teacher vs Guru

A Teacher instructs you, a Guru constructs you. A Teacher sharpens your mind, a Guru opens your mind. A Teacher answers your question, a Gur...