“Peace cannot be attained by amassing wealth; Peace cannot be attained by watching dance and drama; Peace cannot be attained by visiting distant countries for making money; Peace lies in knowing and singing glory of God in the fellowship of saints.” be a part of universal brotherhood.....
Bhakti me Paripurnta ke kamyabi tak pahuchane wale Raste kabhi sidhe nahi hote hai. We Ninda, Nafart, Vair, Virodh, is se hi bhare huye rahte hai.
Lekin Vidhi ka vidhan itna to pakka hota hai ki,
Ek bar Puran kamyabi mil jaye to uske bad sare ke raste Apne Aap Sidhe ho jate hai.
Is liye ek saccha Bhakt bich me aanewale Tede Medhe Rasto ko thik ya sidhe karne se jada, ya bich me aane wali rukawat me ulazkar rahne se jada,
Satguru Babaji jo hume har hal me khush rahne wala Rajmarg dikha rahe hai usko apnate huye jaldi se jaldi Apni Purnata ke kamyabi ko prapt karta hai.
Is karan uske Bhakti ke sirf raste hi nahi balki Ihlok tatha Parlok ka pura jivan hi sidha aur saral ho jata hai.
Aur jo Tedhe Medhe Rasto me hi ulazkar reh jate hai we manzil ko pane me kabhi Kamyab nahi hote hai.
Bandgi mili mujhe rehmat se teri he bandanawaaj,
warna main nimaani tou kisi bhi yog na thi,
Do taliyon bich huye deedar hasti-e-lafaani ke,
mere mursad naacheej tou iss kaabil na thi..
APNO KO TO HAR KOI HASATA HAI ...................
GERO KO HASAO TO BAAT BANE..........
DHAN NIRANKAR JI ALL SANTS....
Duniya Ki Har Khushi Se Aapki
Mulakat Ho
Khubsurat Har "Din"
Khushnuma Har "Raat" Ho
A “NIRANKAR “Jab Jab Bhi
Khushiya Batne Ko Lagge
TO Har Din KI Shurwat Apse Hi
Ho………
Dhan nirankar ji ....
 INSAAN 'MAKAN' BADALTA,
'DUKAN' BADALTA,
'PARIDHAN' BADALTA,
'RISHTE' BADALTA,
'DOST' BADALTA,
PHIR BHI WO APANA SWABHAV NAHI BADALTA...
ज़र्रे ज़र्रे में उसका नूर है
झाँक खुद में......!!!! वो ना तुझसे दूर है
इश्क है उस से तो सबसे इश्क़ कर - इश्क़ है उस से तो सबसे इश्क़ कर..!!!
इस इबादत का यही दस्तूर है...
 
Jab Aapko Yaqeen Ho Ke Satguru Hamesha Aapke Sath Hai..
To Is Se Koi Farq Nahi Parta K Kaun Kaun Aapke Khilaaf Hai.
 If you believe that god is with you, it is not matter that who are against you.
Fanaa itna ho jaun teri ibadat me mere huzoor ki
jo mujhe dekhe usse tujhse mohabbat ho jaye. . .
प्यार दी दुनिया दे विच सभ तों पियारा इशक़ है
नज़र लई सभ तों सोहना, इको नज़ारा इशक़ है I
है इशक़ रहमत रब दी ते रहमतां दा नूर है
इशक़ ही है खुद खुदा, उसदी खुदाई इशक़ है I

If,
A = 1 ; B = 2 ; C = 3 ; D = 4 ;
E = 5 ; F = 6 ; G = 7 ; H = 8 ;
I = 9 ; J = 10 ; K = 11 ; L = 12 ;
M = 13 ; N = 14 ; O = 15 ; P = 16 ;
Q = 17 ; R = 18 ; S = 19 ; T = 20 ;
U = 21 ; V = 22 ; W = 23 ; X =24 ;
Y = 25 ; Z = 26.

With each alphabet getting a number, in chronological order, as above, study the following, and bring down the total to a single digit and see the result yourself
N I R A N K A R =
14+9+18+1+14+11+1+18= 86= 8+6 = 14 = 1+4 = 5

N I R A N K A R I =
14+9+18+1+14+11+1+18+9 = 95 = 9+5 = 14 = 1+4 = 5

Each one ends with number 5
THAT IS NATURE'S CREATION TO SHOW THAT HUMAN IS MADE BY NIRANKAR (5 Elements) TO BECOME NIRANKARI ( Who follow 5 pledges)
Because 5+5 = 10 (Brahm )= 1+0 = 1 (Ek ko Jano, Ek ko Maano, Ek ho Jaao)
Dhan Nirankar Ji