Search This Blog

23 September, 2011

“TU AAYA TO “BASANT” HAI , TU GAYA TO BAS –ANT HAI”

GURU KA GYAN AGAR HAMARE DAINIK JEEWAN MEIN HUME YAAD RAHETA HAI TU PHIR MAUJ HAI , BAHAR HAI,PAL-PAL SHUKRANA HAI, SAANS- SAANS SIMRAN HAI , HAR HONI-ANHONI MEIN KEWEL ANAND KA AHSAAS HAI , DAYA HAI , PREM BHAAV HAIN, SAHEN-SHILTA HAI , SAMBHAAV HAI, SAMDRISHTI HAI, GURUSIKH SUKH-DUKH SE PARE HAI.

AGAR HUME SATGURU KA GYAN HARDUM DHYAN HAI TO , ISLIYE “BASANT” HAI.
KYUKI BABAJI KEHTE HAI KI “ TU AAYA TO BASANT HAI” YANI ANAND HI ANAND HAI, BASANT RITU JAISA MAUSAM HAI.

PAR TU GAYA TO “BAS -ANT HAI”

KI HE NIRANKAR PRABHU AGAR TU HUME HAMRE DAINIK JEEWAN MEIN YAAD NAHI AATA HAI TO HAMARA BAS-ANTT HAI, PHIR DUKH HAI, TAQLEEF HAI, VAIR HAI, GHIRNA HAI, KASHT HAI, ANAND NAHI HAI, SUKH NAHI, CHAIN NAHI, AARAM NAHI HAI , ISLIYE TU GAYA TO BAS -ANT HAI.

Teacher vs Guru

A Teacher instructs you, a Guru constructs you. A Teacher sharpens your mind, a Guru opens your mind. A Teacher answers your question, a Gur...